Visualizzazione post con etichetta Love Shayri. Mostra tutti i post
Visualizzazione post con etichetta Love Shayri. Mostra tutti i post

mercoledì 10 agosto 2016

Eyes Poetry

Spurde haak kar dala teri aankhun ki Masti ne...
Hazroon Saal Ji lete agr tera deedar na hota...

Love Poetry

Chahta hun koi aesi kahani likhun
Jis main Raja na ho muhtaaj kisi rani ka

Love Shayeri Urdu

Main Gulaab Ki Patiyoon Se Istaqbaal Karun
Meri Gali Se Kabi Mera Yaar To Guzre

Romentic Urdu Poetry

Zulm itna na kar k log kahain tumhain dushman mera
Hum ne zamany ko tumhain apni Jaan Bta Rakha hai

Love Poetry

Tum ko chaha to Mohabbat ki Samajh aai
Warna to is lafz ki Tareef suna karte the

martedì 9 agosto 2016

Love Poetry

Kuch Jurm Nahi Hai Ishq Jo Dunya Se Chupain...
Hum Ne Tumhe Chaha hai Hzaaroon Main Kahain Ge

Love Shayri Urdu

Kitabe dil ka aik hi Safha hali hai Jnab...
Meharbani Karo is Main Apni Wafa Ka Rang Bar do...

Love Poetry Urdu

Mujhe aacha lagta hai Tera Naam Apne Naam Kay Saath...
Jese Subho Juri ho kisi Haseen Shaam kay Saath

lunedì 8 agosto 2016

Romentic Poetry Hindi Urdu

Tumhi ko chahte hain Hum Tumhi sr Pyar Karte hain
Yahi Barsun se Aadat hai Aur Aadat kab Badalti hai

Romentic Poetry Urdu Hindi

Le Kr Us Ko Bahun Main Sochta Raha Ye Dil
Aag Hai Jahanam Hi Phr Mza Kyun Jannat Sa

domenica 7 agosto 2016

Romentic Poetry

Main Aeh Nahi Kenda Tu Mera Hal Pooch
Tu Khud Kis Hal Vich aayain Bas Aeh Das De

Romentic Urdu Poetry

Koi Pal Aesa Nahi Jis Main Tu Yaad Na Aaya Ho
Sach Kahun Meri Har Saans Gulam Hai Teri

Romentic Poetry

Mere Dil Ko Tere Dil Se Matlab Hai
Dimagh Se Kaho Apni Auqaat Main Rahe

Romentic Urdu Poetry

Pana To Bht Kuch Tha Mujhe Apni Zindagi Main Jana
Magar Wo Aain To Hasratain Unhi Tak Mehdood Ho Gain

Romentic Poetry

Ye Jo Tum Lag Rahi ho Itni Pyari
Is Pr Lagi hai Meri Tankhawa Sari

Romentic Poety

Mera zoqe Shayri Ishq o Janoo Ki Manzil
Mehdood Hai Jana Sirf Tujh se Tujh Tak

sabato 6 agosto 2016

Rmentic Poetry Urdu

Husne Zulaiha Ho Ya Surat Ho Bilal Jesi
Ishq Agr Rooh Se Ho To Har Roop Kmal Hota hai

Romentic Poetry

Na Jane Kya Chupa Tha Us Ki Nigahe Ulfat Main...
Na Chahte Hue bhi Us Se Dil Lagi Kar Bethe

Romentic Poetry

Mera Masla Sirf Mohabbat Hai
Aur is Masle ka Hal Sirf Tum Ho